Showing posts with label INTEZAR. Show all posts
Showing posts with label INTEZAR. Show all posts

Wednesday, April 20, 2016

Intezar


तीर नज़रों के तो पलकों की कमाँ रक्खे हैं, 
उनकी क्या बात है फूलों की जुबाँ रक्खे हैं

हम तो आँखों में सँवरते हैं वहीं सँवरेंगे
हम नही जानते आईने कहाँ रक्खे हैं

अपने कातिल भी उसी रोज़ से शर्मिंदा हैं 
हम भी खामोश बहुत अपनी जुबाँ रक्खे हैं

दिल कभी रेत का साहिल नहीं होने देते, 
हमने महफूज वो कदमों के निशाँ रक्खे हैं

जिन पे तहरीर है बचपन की मोहब्बत अपनी, 
अब मेरे घर के वो दरवाजे कहाँ रक्खे हैं ......!!





Thursday, August 13, 2015

Jarurat



Tere pyar ki hume jarurat
bahut thi,
.
par tujhe pane ki kimat
bahut thi,
.
Aakhiri sans tak tera intazar
kiya tha humne,
.
Par tujhe wada karke bhul jane ki
aadat bahut thi..



Thursday, July 30, 2015

Milne Ki Ummid...



Pyar Wo Nahi Jis Mein Jeet Aur Haar Ho,
.
Pyar Wo Nahi Jis Me Izhaar Aur Inkar Ho,
.
Asli Pyar To Wo Hai Jis Me kisi ke Milne Ki Ummid
bhi Na Ho Fir Bhi Intzar Ho...!!



Wednesday, July 22, 2015

Roz kisi ka intzaar hota hai



Roz kisi ka intzaar hota hai,
Roz yeh dil udass hota hai,
Kash ke koi yeh samjh pata ki,

Chup rahne walon ko bhi kisi se pyar hota hai

Kisi ne hamein aashiq kaha,
Kisi ne hamein deewana kaha,
In aankhon mein aansu tab aaye,
Jab apnon ne hamein begana kaha

Kisi ko mohabat ki sachchai maar degi,
Kisi ko mohabat ki gehrai maar degi,
Kar ke mohabat koi na bachega,
Jo bacha use tanhai maar degi





Sunday, July 19, 2015

Bewafa..

Bas
yahi sochkar tumse MOHABBAT
karte hai
.
Ae bewafa
.
humara to koi hai nahi MAGAR
tumhara to koi ho....



Thursday, July 9, 2015

Intezar.....

Hum Aap Ki Har Cheez Se
Pyar Kar Lenge
...
ApKi Har Baat Par Aitbaar
Kar Lenge
...
Bas Ek Bar Keh Do Ki Tum
Sirf Mere Ho
...
Hum Zindagi Bhar AapKa
Intezar Kar Lenge.....