Showing posts with label AADAT. Show all posts
Showing posts with label AADAT. Show all posts

Thursday, August 13, 2015

Jarurat



Tere pyar ki hume jarurat
bahut thi,
.
par tujhe pane ki kimat
bahut thi,
.
Aakhiri sans tak tera intazar
kiya tha humne,
.
Par tujhe wada karke bhul jane ki
aadat bahut thi..



Wednesday, July 8, 2015

Lovely Lines..!!

Lovely Lines..!!
Baat sirf Itni Si Thi
Ke Tum Ache Lagte The...
.
.
Baat Ab Itni Badh Gai Hai
.
.
Ki Tumhare Siwa Koi
Accha Nahin Lagta..




Baichani...


Wo sochte hai ki ladne se aur baat
na karne se log bhool jaate hai..
.
Magar...
.
Unhe
nahi pata ladne se pyar badhta hai

aur
baat naa karne se bechaini badhti hai


Luta...

Kisi Ko Kisi Ke Isharo Ne Luta
<=
Kisi Ko Kashti Ke Kinaro  Ne Luta
<=
Wo Darte Hai Hamari Kasam  Khane Se
<=
Par Hume To Unki Kasam De  kar Hazaaro Ne Luta



For Information About Lord Shiva Click on Below Link :-

www.jyotirlingaofindia.blogspot.in


Monday, June 29, 2015

Aadat....

दिल मे उतर जाने की आदत है मेरी,
अलग पहचान बनाने की आदत हे मेरी,
जितना गहरा जख्म कोई देता हे मुझे,
उतना ही मीठा मुस्कूराने की आदत हे मेरी