Showing posts with label BEWAFA. Show all posts
Showing posts with label BEWAFA. Show all posts

Wednesday, June 22, 2016

Dhoka


Kabhi kabhi pata hota hai ki samne
wala hamko dhoka de raha hai,
Phir bhi hum chup rehte hai..
.
Kyun ki
hum jante hai ki hum uske
dhoke k sath To jee sakte hai pr uske
bina nhi..



Saturday, November 7, 2015

Koi Aur



Bhoole Hai Wo Kuch Is Tarah Hume...!!
.
Ki Unhe Samjhana Bada Ajeeb Ho Gaya...!!
.
Kya Pata Koi Khata Ho Gayi Humse...!!
.
Ya Koi Aur Unke Jyada Kareeb Ho Gaya...!! :



Monday, August 31, 2015

Talash.



Har Kisi Ki Zindagi Ka Maqsad
"Ek hi hota hai
•
•
Khud Chahe Kitne hi BEWAFA
kyu Na Ho,
Talash Hmesha
WAFA Ki HI
Karte hai...!!!




Wednesday, August 5, 2015

Guzar gaye...


Kabhi Hum pe wo jan Diya
karte the...
Jo Hum kehte the wo Maan
Liya karte the...
Aaj pas se Anjaan banke
Guzar gaye...
Jo Dur se Hume pehchan
liya kerte the...!!



Wednesday, July 29, 2015

Be- wafa



Ye samundar Bhi Teri tarah kitna Be- wafa hai..!
.
Jab zinda Thy To Ternay Na Diya Mar 
gye To Doobne Na Diya.



Wednesday, July 22, 2015

dhokhebaj...

Ladkiya kehti hai ki ladke dhokhebaj
hote hai..
aur
ladke kehte hai ki ladkiya dhokhebaj
hoti hai...
.
Magar,
.
Sach to yeh hai ki ek sachi ladki ko
galat ladka mil jata hai...!!
or
ek sache ladke ko galat ladki mil jati
hai..!
Galti kisi ki nahi hoti hai..
Magar
badnaam pyar ho jata hai”




Jarurat

Kya kahu k ab tujhe mohabbat nahi rahi…
:
tere pyar me wo pehli si shiddat nahi rahi…
:
ya to teri wafao ka mausam guzar gaya…
:
ya ye kahu ki tujhe ab meri zarurat nahi rahi……




Tuesday, July 21, 2015

Zindagi ho tum...



Kabhi Jo Kehte The Humhe Ki Meri Zindagi Ho Tum,
Aaj Wo Kehte Hai Ki Ek Bewafa Ho Tum,
Kabhi Jiske Liye Zindagi Jeene Ki Wajeh The Hum
Aaj Wo Kehte Hai Ki Ek Saza Ho Tum



Khafa Ho Jau..

Wo Dhund Raha Hai Mujhe Bhool Jane Ke Tarike,
Soch Rhi Hun Ki Khafa Ho Kar Uski Mushkil Aasan Kar Dun..!!


Monday, July 20, 2015

Wo Mohabbat Bhi Teri Thi...

Wo Mohabbat Bhi Teri Thi,
Wo Shararat Bhi Teri Thi,
Agar Kuch Bewafai Thi,
To Wo Bewafai Bhi Teri Thi,
Hum Chhor Gaye Tera Shaher
To Wo Hidayat Bhi Teri Thi,
Aakhir Karte To Kisse Karte
Teri Shikayat
''Sanam"
Wo Shaher Bhi Tera Tha Wo
Adalat Bhi Teri Thi



Sunday, July 19, 2015

Bewafa..

Bas
yahi sochkar tumse MOHABBAT
karte hai
.
Ae bewafa
.
humara to koi hai nahi MAGAR
tumhara to koi ho....



Saturday, July 11, 2015

Dil....

♡♡
Dhokha De Ke Pyar Karo,
Lekin Pyar Kar Ke Dhokha Mat Dena,
.
Soch Ke Pyar Karo,
Lekin Pyar Karke Mat Socho,
.
Dil Dhukha Ke Pyar Karo,
Lekin Pyar Karne Ke Baad Dil Mat Dukhao 

♡♡


Wednesday, July 1, 2015

Bewafa ..

Lamha Lamha Sanse Khatam Ho Rahi Hai,
Zindagi Maut Ke Pahlu Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai.