Showing posts with label MOHABBAT. Show all posts
Showing posts with label MOHABBAT. Show all posts

Friday, September 4, 2015

pehla pyar


Kisi insaan ka pehla pyar banna
koi badi baat nahi..
.
Banna hai to kisi ka akhri pyar bano.
.
Is liye kabhi ye mat socho ki tumse
pehle wo
kisi
aur se pyar krta tha..
.
Koshish ye karo ki tumhare bad
usey kisi k pyar ki zarurat na
pade....



Tuesday, September 1, 2015

Khush



Sirf 2 Hi Shakhs Is Zamane Me Hamesha Khush Rehte Hain,..!!
.

.
. Ek WO Jise Mohabat Me Sub Kuch Mil Jaye,,
.

.
Dusra Wo Jise Nhi Maloom ki Mohabat Hai Kya...!!?!!



Wednesday, August 5, 2015

Yaaden

Yaaden Mohabbat Karne Waalo Se
Zayada Wafadaar Hoti Hai..
Qki
Mohabbat Karne Waale To Chhod
Ke Chale Jate Hain..
Par
Yaadein Hamesha Saath Rehti Hai..!






Tuesday, August 4, 2015

Maang Lo..


Pyar Se Chahe Armaan
Maang Lo..
.
Ruthkar Chahe Muskaan
Maang Lo..
.
Bus Tamanna Ye Hai Ki Na
Dena Kabhi Dhokha
.
Fir Hanskar Chahe Jaan
Maang Lo.



Monday, August 3, 2015

Matlab Hi Kya...


Dhadkan Bina Dil Ka Matlab
Hi Kya...

Roshni Bina Diye Ka Matlab
Hi Kya...

Kyu Kehte Hai Log Ki
Mohabbat Na Kar Dard Milta Hai...

Wo Kya
Jane Ki Dard Bina Mohabbat
Ka Matlab Hi Kya…!!





Tuesday, July 21, 2015

Mohabbat



Mohabbat Haanth me pahni huii 
Chooori ke jaisi hai,
.
.
Sanwarti hai, Khanakti hai, Khanak
kar Toot jaati hai .......!




Monday, July 6, 2015

Sath..

Uske Sath Rehte Rehte
Uski Chahat Si Ho Gayi Hai
Usse Baat Karte Karte
Mujhe Uski Aadat Si Ho Gayi Hai
Ek Pal Na Mile Toh Bechani Si Lagti Hai
Dosti Nibhate Nibhate
Usse Mohabbat Si Ho Gayi Hai..



मुहब्बत का सहारा.....


बस एक गुजारिश है रब 
एक उनके साथ भीगे
ऐसी बारिश दे दे।
ना आशियाँ दे
ना आसमां दे
आधे सूखे हम
आधे भीगे सनम
ऐसी कोई लम्हा दे दे।
मुझे मुहब्बत का सहारा दे दे


Wednesday, July 1, 2015

Samajh..

Nahi ho sakti tere siwa kisi aur 
se muhabbat
.
.
Itni si baat hai samjh kyon nahi 
jate
.


Tuesday, June 30, 2015

Kya hota hai ‘'Pyaar’'...??..

Kya hota hai ‘'Pyaar’'...??..
woh raaton ko jagna.. wink emoticon
woh uski ek jhalak ko tarasna.. smile emoticon
woh uski khushi mein khushhona.. ^_-^
woh uske dukh mein rona.. cry emoticon
woh uske na hone par aankhon ka bhar aana.. frown emoticon
woh uske aa jane par khil jana.. smile emoticon
woh uske dur se dekhne par muskurana..
woh uske paas se gujar jane par ghabrana.. tongue emoticon
woh choti choti baaton par ruthna.. wink emoticon
woh ek pal mein maan jana.. kiss emoticon
woh kisi or se baat karne par chidna.. wink emoticon
woh ek hansi mein sab bhula dena.. smile emoticon
woh usko chup chup kar dekhna.. tongue emoticon
woh najro ke milte hi unka jhukna.. wink emoticon
woh bin bole har baat ka samjhna.. ♡
woh jhut mut ki takrar.. smile emoticon
woh khamosh ikrar.. wink emoticon
bsssh Isi ehsaas ka naam hai ...''Pyaar'' heart emoticon 



Pyar....

True lines. . .!!
Kisi Shayar ne kya Khoob Kaha Hai....!!
Jise Tum sacche Dil Se Pyar Karo Use Kabhi Mat
Aazmana,
Kyo Ki Agar Woh Gunhegaar Bhi Hua Toh Dil
Tumhara Hi
Tutega...!!




Marzi....

 Hum Kisiko Apni Marzi Se, Chah To
Sakte
Hain...!!
.
Lekin..
.
Use Ye Nahi Keh Sakte Ke Tum Mujh
Se Muhabbat.
Karo..!!


Monday, June 29, 2015

Kismat Aur Pyar...

Kismat aur pyaar sath sath 
nahi chalate
|
jo log kismat me hote hai,
|
un se kabhi pyaar nahi hota
|
aur
jin se pyaar hota hai,wo kismat
me hee nahi hote..



Ruthana...

Jo aap se behad pyar karta ho who kisi baat p ruth jaye,
toh...
use bina ego ya attitude ke mana lena chaye galti kisi ki bhi ho..
Kyuki...
Mohabbat zyada der ruth jaye tho duriya aajati hai..!!