Showing posts with label AANSU. Show all posts
Showing posts with label AANSU. Show all posts

Thursday, August 27, 2015

Rona Nhi Aata...



Hame Aansuo Se Zakhmo
Ko Dhona Nahi Aata...

Milti Hai Khushi Toh Usey
Khona Nahi Aata...

Seh
Lete Hai Har Gam Muskura
Kar...

Isliye
Log Kehte Hai Ise Rona Nhi
Aata...



Wednesday, July 22, 2015

Roz kisi ka intzaar hota hai



Roz kisi ka intzaar hota hai,
Roz yeh dil udass hota hai,
Kash ke koi yeh samjh pata ki,

Chup rahne walon ko bhi kisi se pyar hota hai

Kisi ne hamein aashiq kaha,
Kisi ne hamein deewana kaha,
In aankhon mein aansu tab aaye,
Jab apnon ne hamein begana kaha

Kisi ko mohabat ki sachchai maar degi,
Kisi ko mohabat ki gehrai maar degi,
Kar ke mohabat koi na bachega,
Jo bacha use tanhai maar degi





Wednesday, July 8, 2015

Baichani...


Wo sochte hai ki ladne se aur baat
na karne se log bhool jaate hai..
.
Magar...
.
Unhe
nahi pata ladne se pyar badhta hai

aur
baat naa karne se bechaini badhti hai


Saturday, June 20, 2015

Nami...

तुझसे प्यार था तब भी इन आंखों में थी नमी,

तेरा इंतजार था तब भी इन आंखों में थी नमी,


एक यही बात न बदल पाया वक्त मेरी जिंदगी में,


अब तेरी कमी है तब भी है इन आंखों में नमी,..