Lag Jaa Gale Ki Phir Ye Haseen Raat Ho Naa Ho .. Shayad Phir Iss Janam Mein Mulaqaat Ho Naa Ho .. Paas Aaiye Ki Hum Nahi Aayenge Baar-Baar .. Baahein Gale Mein Daal Kar Ro Lein Zaar-Zaar .. Aankhon Se Phir Ye Pyaar Ki Barsaat Ho Naa Ho .. Shayad Phir Iss Janam Mai Mulaqaat Ho Naa Ho ..